Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Waqar E Shaan E Aulia
Hasee'n Shiyaar E Ambiya'n
Wo Hai Aata E Kibriya
Wo Hai Raza E Mustafa
Wo Jis Ke Dar Se Mil Gaya
Madine Ka Hume Pata
Sabhi Ka Hai Wo Peshwa
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza......
Nabi Ka Jaa'nisaar Hai
Jalal E Chaar Yaar Hai
Kabhi Wo Misl E Pyaar Hai
Kabhi Wo Barq-baar Hai
Qalam Me Aaisi Dhaar Hai
Ali Ki Zulfiqaar Hai
Ghazab Ka Moosvi Asaa
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza......
Raza Humara Hai Bharam
Kisi Se Hum Nahi Hai Kam
Kare Humara Sar Jo Kham
Nahi Kisi Me Itna Dam
Hume Nahi Koi Bhi Gham
Chalao Goli Chahe Bum
Kahege Phir Bhi Baa Khuda
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza......
Bareilly Ki Zameen Par
Na Paida Hota Wo Agar
Bhatak-tey Hum Idhar Udhar
Zaleel Hote Dar-badar
Khuda Ka Hogaya Karam
Karam Ne Rakh Liya Bharam
Humaare Beech Aagaya
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza......
Agar Huzoor Huqm De
To Be Zubaan Bol De
Kabhi Qamar Ko Cheer De
Kabhi Wo Shab Ko Din Kare
Mere Rasool E Paak Ke
Hai Beshumaar Moujze
Unhi Me Ek Moujzaa
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza......
Comments
Post a Comment