SARKAR KE JAISA MERE SARKAR KE JAISA
SARKAR KE JAISA MERE SARKAR KE JAISA
Kaunain Me Us Monis O Gamkhar Ke Jaisa
Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa.
Hai Kaun Bhala Ahemad E Mukhtaar Ke Jaisa
Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
Kya Is Me Ajab Kah Diya Sidra Ke Makeen Ne
Jibreel E Ameen Ne
Dekha Na Koi Sayede Abraar Ke Jaisa
Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
Siddeeq Hon Farooq Hoon
Usman E Gani Hon Ya Maula Ali Hon
Hai Yaar Kahan Dunya Me In Chaar Ke Jaisa
Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
Wo Maula Ali Shere Khuda Fateh E Khaibar Damaad E Payambar
Laye Tu Koi Haidar E Karrar Ke Jaisa
Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
Aye Chaand Tera Hosn O Jamaal Apni Jaga Hai Bilal Apni Jaga Hai
Aya Na Koi Inke Khareedaar Ke Jaisa
Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
Aye Baab E Iram Teri Baharoon Me Nahi Hai
Hazaaron Mein Nahi Hai
Taiba Ke Haseen Un Golo Gulzar Ke Jaisa
Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa.
Maheboob E Khuda Nabiyoon Ke Sardar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
Hai Kaun Bhala Ahmad E Mukhtaar Ke Jaisa
Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
Yahi Bole Sidra Wala Chamane Jahan Ke Thale
Sabhi Maine Chhaan Dale Tere Paye Ka Na Paya
Tujhe Yak Ne Yak Banaya
Palta Hai Sada Aap Ke Tukdoon Pe Zamana Hasnain Ke Nana, Gulzar Ke Nana
Darbaar Ka Aap Ke Darbaar Ke Jaisa
Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
Is Urs E Ke Mauqe Pe Sama Khoob Bhandha Aaj
Dulha Hai Banata
Ye Noor Chamakta Hai Us Anwaar Ke Jaisa Sarkar Ke Jaisa
Aye Sahiloon Daamane Niyazi Zara Dhar Loo
Aur Jholiyaan Bhar Lo
Jhad Taa Hai Yahan Phool Chaman Zaar Ke Jaisa Sarkar Ke Jaisa
Gulzar Kahen Haseen Hutu Batau Kaheen Huto Dikhao
Kaunain Me Us Paikaroo Anwaar Ke Jaisa Sarkar Ke Jaisa
Aal E Ali Ki Shaan Badi Zaat Badi Hai Haan Baat Badi Hai
Dekha Na Kaheen Sayed E Gulzar Ke Jaisa Sarkar Ke Jaisa
Jis Zaat Ki Aawaz Mere Dil Mein Basi Hai Wo Mera Wasi Hai
Laye To Koi Bazu E Gulzar Ke Jaisa Sarkar Ke Jaisa
✍🏻Kalam e Sayyadi Gulzar e Millat
Comments
Post a Comment