Mere Hussain Tujhe Salam, Assalam Ya Hussain
Mere Hussain Tujhe Salam, Mere Hussain Tujhe Salaam, Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Jinko Dhoke Se Kufe Bulaya Gaya
Jinko Ko Baithe Bithaye Sataya Gaya
Jinko Ke Bachcho Ko Bhuka/Pyasa Rulaya Gaya
Jinki Ki Garden Pe Khanjar Chalaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Mere Hussain Tujhe Salam, Assalam Ya Hussain
Kar liya Nosh Jis Ne Shahadat Ka Jaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salaam
Jisne Haqq Karbala Me Adaa Kar Diya
Apne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya
Ghar Ka Ghar Sab Supurd e Khuda Kardiya
Karliya Nosh Jisne Shahadat Ka Jaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Jiska Jannat Se Joda Mangaya Gaya
Jisko Doshe Nabi Par Bithaya Gaya
Jiske Bhai Ko Zeher Pilaya Gaya
Jis Ko Teero Se Chhalni Karaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Jo Karke Wo Sue Shahe Anaam Salaam
Sada Ye Aati Thi Har Samt Se Salaam Salaam
Badhe Hussain Jo Taiba Se Karbala Ki Taraf
Jaha Pohochte The Karta Tha Wo Maqam Salaam
Badha Hujoom Tha Taida Ki Pehli Nasl Par
Khade The Raah Me Karne Ko Khaas O Aam Salaam
Zameene Manzeele Maqsood Ne Qadam Chume
Falaq Ne Door Se Jhuk Kar Kaha Imam Salaam
Are Shaha Wo Jise Sab Shah, Shah Kehte Hai
Imam Wo Jise Karta Hai Har Imam Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam
Tamaam Raat Unhe Bhejti Rahi Hoore'n
Kisi Ke Naam Ko Aur Kisi Ke Naam Salaam
Unhe Salaam Unhe Salaam Unhe Salaam,
Munawwar Ye Chahta Hai Tamaam Umr Likhu Aur Na Ho Tamaam Salaam
Shah Ast Hussain, Baadshah Ast Hussain
Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain
Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain
Sardad Na Daad Dast, Dar Dast-e-yazeed,
Haqaa Key binaey Lailaha Ast Hussain
Comments
Post a Comment