Posts

Showing posts from May, 2025

Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai

Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai. Munqabat e Huzoor Tajushshariyah Ameer E Ahle Sunnat, Janasheen E Mufti E Aazam, Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai, Wafadaaraan E Maslak Par Hamesha, Har Ghadi, Har Dam, Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai. Hamse Door Sulahkulliyat Kiski Badaulat Hai, Yaqeenan Fakhr E Azhar Aap Hi Ki Ye Inaayat Hai, Hame Maalum Hai Achchhi Tarah Ye Jante Hai Ham, Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai. Aseer E Ghaus O Khwaja, Paikar E Sidq O Safa Tum Ho, Tum Hi Mehmaan E Ka'aba, Waaris E Ilm E Raza Tum Ho, Gawahi De Raha Hai Lehlaha Kar Azhari Parcham, Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai. Adalat Se Kahi Behtar, Abhi Ham Faisla Karde, Jo Aaye Samne Gustakh, Sar Tan Se Juda Karde, Hukumat Ko Batade'n Sunniyo'n Pe Aaj Bhi Pai'ham, Mere Tajushshariyah Aap Ka Faizan Jaari Hai. Wahi Chehra, Wahi Lehja, Wahi Andaaz Baate Hai, Kare Wo Guftagu To Ham Wahi Awaaz Paate Hai, Ba Shakl E Qaid E Millat Mere Mohsin, Mere Hamdam...

Zaat Par Unki Nazaa’n Hain Ahle Nazar, Khubaroo Khubseerat Hain Akhtar Raza,

BADE KHUBSURAT HAI TAJUSHSHARIYAH Munqabat e Huzoor Tajushshariyah   Zaat Par Unki Nazaa’n Hain Ahle Nazar, Khubaroo Khubseerat Hain Akhtar Raza, Paikar-E-Zohd-O-Taqwa Zamaana Kahe, Aur Taj-E-Shariat Hain Akhtar Raza. Jo Hain Khud Bhi Wali, Jin Ke Walid Wali, Aise Naana Ki Hai Naaz Taqwa Ko Bhi, Daada Hamid Raza Jin Ka Saani Nahi, Aur Gul-E-Aala Hazrat Hain Akhtar Raza. Aaye Gulshan Mein Woh Phool Khilne Lage, Koyal-O-Qumri, Maina Chahakne Lage, Daaliyaan, Guncha-O-Gul Mahakne Lage, Gulshan-O-Gul Ki Zeenat Hain Akhtar Raza. Jo Bhi Un Se Juda, Roshni Mil Gayi, Us Ke Imaan Ko Taazgi Mil Gayi, Mit Gayi Hai Khudi, Bekhudi Mil Gayi, Rehbar-E-Deen-O-Millat Hain Akhtar Raza. Woh Musannif, Muhaddis, Mufakkir Bhi Hain, Woh Muhaqqiq, Mudabbir, Mufassir Bhi Hain, Woh Faqeeh-E-Zamaan Hain, Munaazir Bhi Hain, Aur Peer-E-Tareeqat Hain Akhtar Raza. Woh Jo Mehfil Mein Aaye, Samaa Ban Gaya, Un Ke Noorani Rukh Se Jo Parda Utha, Kya Ajam, Kya Arab, Har Kisi Ne Kaha, Kis Qadar Khubsoorat Hain Akhtar R...

Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai

DHOOM YE URS E TAAJUSHSHRIAH KI HAI Munqabat e Huzoor Tajushshariyah Ye Jhalak Akhtar e Burj e Taqwa Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai Raushni Unke Zaat e Mujalla Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  Rehmato Ke Kohan Jagmagane Lage Sunniyat Ke Chaman Muskurane Lage Kya Mahek Us Gul e Qadriya Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  Gungunate Chalo Nagme Gaate Chalo Apne Murshid Ke Dar Muskurate Chalo Ye Sada Un Ke Har Ek Shayda Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  Sab Deewane Chale Gham Mitaane Chale Un Ke Dar Apni Bigdi Banane Chale Sab Pe Chashm e Karam Us Maseeha Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  Ilm Ke Chand Taaro Ki Baraat Hai Aur Mubarak Salamat Ki Saugaat Hai Waah Kya Shaan Us Razvi Dulha Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  Maut Se Pehle Hi Apne Keh Diya Akhtar e Qadri Khuld Me Chal Diya Ye Zabaa Ek Jannat Raseeda Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  BaadShahe Sukhan Taajdar e Qalam Sab Ne Mana Unh...

Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai

Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai Munqabat e Huzoor Tajushshariyah Mustafa Ka Hai Dulara Ghaus o Khwaja Ka Wo Pyara Sunniyat Ka Jo Maahe Mubee'n Hai Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai Gulshan E Aala Hazrat Me Ek Gul Khila  Jisne Lakho Gulista'n Ko Mehka Diya Fazl e Rab Se Wo Tajushshariyah Bana Maslak e Aala Hazrat Ko Phaila Diya Jiska Martaba Bada Hai Qaum Ka Wo Peshwa Hai Mere Dil Ka Jo Masnad Nashee'n Hai  Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai Isteqamat Ka Jo Ek Chattan Hai Haa Wahi Sher e Ahmad Raza Khan Hai Aaj Tak Jisse Batil Pareshan Hai Sulehkulli Ki Khatir Wo Tufaan Hai Ahle Khama Ke Gagan Me Razm e Gah e Ilm O Fan Me Jo Kisi Se Bhi Haraa Nahi Hai Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai Dekh Kar Jisko Kuffaar Kalma Padhe Aur Fussaq O Fujjaar Tauba Kare Ahle Imaan Ka Noor e Imaa'n Badhe Haa'n Magar Uske Hasid To Jal Bhun Mare Jo Bhi Uski Deed Paye Husn e Duniya Bhool Jaye Is Qadr Uska Chehra Hasee'n Hai Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai Ilm O Irfaan ...