Posts

Maslak e Aala Hazrat Meri Jaan Hai

  ◦• ◉✿بسم اللّٰه الرحمٰن الرحیم✿◉ •◦ Khush Aqeeda Dilon Ka Nigehbaan Hai Maslak-e-Aala Hazrat Meri Jaan Hai Ahl-e-Sunnat Ki Jo Ek Pehchan Hai Maslak-e-Aala Hazrat Meri Jaan Hai Jis Ko Qur'an Ne Seedha Rasta Kaha Jis Pe In'aam Allah Ka Hai Hua Bil Yaqeen Ye Wahi Deen O Imaan Hai Maslak-e-Aala Hazrat Meri Jaan Hai Ahl-e-Bait O Sahaba Ka Deen-e-Lateef Shaf'i Malik Ahmad Imam-e-Hanif Ba Khuda Ye Wahi To Gulistan Hai Maslak-e-Aala Hazrat Meri Jaan Hai Char Yaar, Ahl-e-Bait Ho Ya Ho Muawiya Ghaus O Khwaja, Raza Ya Koi Auliya Buzurgon Ka Adab Jis Mein Har Aan Hai Maslak-e-Aala Hazrat Meri Jaan Hai Bakhsh Di Hai Jila Noor-e-Eiqaan Ko Batilon Se Bachaya Hai Imaan Ko Markaz-e-Ahl-e-Sunnat Ka Ehsaan Hai Maslak-e-Aala Hazrat Meri Jaan Hai Mo'tabar Qoul Hai Na Ke Qoul-e-Za'eef Sunniyon Ka Hai Markaz Bareilly Sharif Ba Khuda Ye Buzurgon Ka Farmaan Hai Maslak-e-Aala Hazrat Meri Jaan Hai Batilon Ke Muqabil Data Jo Raha Haq Ko Haq Aur Batil Ko Batil Kaha Wo Bareilly Ka Ahmad Raza K...

Bareilly Ke Raza ! Bareilly Ke Raza !

Bareilly Ke Raza ! Bareilly Ke Raza ! Bareilly Ke Raza ! Bareilly Ke Raza ! Ahmad Raza Shukriya ! Mere Raza Shukriya ! Mere Raza Shukriya ! Mere Raza Shukriya ! Mere Raza Shukriya ! Shukriya Ahmad Raza ! Shukriya Hai Tera Shukriya Ahmad Raza ! Shukriya Hai Tera 'Ishq-O-Mohabbat 'Ishq-O-Mohabbat ! Aa'la Hazrat Aa'la Hazrat ! Aap Se Seekha Hai Ham Ne, Ai Raza ! 'Ishq-E-Nabi Aap Ne Ham Ko Banaaya 'Aashiq-E-Maula-'Ali Aap Ka Ehsaan Ye Kaise Bhulaaya Jayega (Ahmad Raza ! Ahmad Raza !) Tera Hi Charcha Rahega, Ay Bareilly Ke Raza ! Shukriya Ahmad Raza ! Shukriya Hai Tera Shukriya Ahmad Raza ! Shukriya Hai Tera Naam e Raza Meri Sada Naam e Raza Meri Sada Sunniyo'n Ke Peshwa, Ay Imaam Ahmad Raza ! Sunniyo'n Ke Rehnuma, Ay Imaam Ahmad Raza ! Naa't Padhna, Naa't Likhna, Naa't Sunna Kaam Tha Aap Ka Khaama Faqat Khair-Ul-Wara Ke Naam Tha Jab Talak Jaari Safar Hai Mid'hat-E-Sarkaar Ka (Ahmad Raza ! Ahmad Raza !) Tera Hi Charcha Rahega, Ay Bareilly ...

Aisa Baadshah Hussain Hai

Aisa Baadshah Hussain Hai  Na Puchhiye Ke Kya Hussain Hai Khuda Ke Deen Ka Nakhuda Sahadat ki Ibtida Karam Ki Intiha Hussain Hai Ye Baat Kis Qadr Hasee'n Jo Keh Gaye Moinuddin Ke Deen Ki Panah Hussain Hai Aisa Baadshah Hussain Hai Fana Ke Baad Phir Mujhe Nayi Hayaat Mil Gayi Fishar Se Azaab Se Mujhe Nijaat Mil Gayi Sawaal Jab Kiya Gaya Hai Kaun Tera Rehnuma To Maine Keh Diya Hussain Hai  Mere Hussain Ka Baya'n Jise Bhi Naagawar Hai Wo Bad Naseeb Bad Nasab Khuda Ki Uspe Maar Hai Are Oh Dushman E Azal, Mar Ke Tu Qabr Me Chal Pata Chalega Kya Hussain Hai  Karega Jo Mukhalifat Mere Hussain Ki Yaha'n Wo Hoga Hashr Hashr Me Ke Al Hafeez O 'Al Amaa'n Jaha'n Bhi Chhupne Jaoge Kahi Bhi Bach Na Paoge Ke Har Jagah Mera Hussain Hai 🎤Sayyed Abdul Wasi Sahab

Mere Hussain Tujhe Salam, Assalam Ya Hussain

Mere Hussain Tujhe Salam, Mere Hussain Tujhe Salaam, Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain Jinko Dhoke Se Kufe Bulaya Gaya Jinko Ko Baithe Bithaye Sataya Gaya Jinko Ke Bachcho Ko Bhuka/Pyasa Rulaya Gaya Jinki Ki Garden Pe Khanjar Chalaya Gaya Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam Mere Hussain Tujhe Salam, Assalam Ya Hussain Kar liya Nosh Jis Ne Shahadat Ka Jaam Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam Mere Hussain Tujhe Salaam Jisne Haqq Karbala Me Adaa Kar Diya Apne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya Ghar Ka Ghar Sab Supurd e Khuda Kardiya Karliya Nosh Jisne Shahadat Ka Jaam Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam Jiska Jannat Se Joda Mangaya Gaya Jisko Doshe Nabi Par Bithaya Gaya Jiske Bhai Ko Zeher Pilaya Gaya Jis Ko Teero Se Chhalni Karaya Gaya Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam Jo Karke Wo Sue Shahe Anaam Salaam Sada Ye Aati Thi Har Samt Se Salaam Salaam Badhe Hussain Jo Taiba Se Karbala Ki Taraf Jaha Pohochte The Karta Tha Wo Maqam Salaam Badha Hujoom Tha Taida Ki Pehli Nasl Par Khade ...

Al-madad Maula Hussain! Fatima Zahra ke chain!

Al-madad Maula Hussain! Fatima Zahra ke chain! Al-madad Maula Hussain! Fatima Zahra ke chain! Zahra ki nigaahon ka hai noor-e-nazar Shabbir Maula-e-wilayat ka hai lakht-e-jigar Shabbir Sultan-e-Madina ka be-misl guhar Shabbir Allah ke sheron ka hai sher-e-babar Shabbir Al-madad Maula Hussain! Fatima Zahra ke chain! Al-madad Maula Hussain! Fatima Zahra ke chain! Faizan-e-Nabi se hai sairaab mera Shabbir Hai charkh-e-shahadat ka mahtaab mera Shabbir Milta hi nahin ham-sar duniya mein kahin jis ka Zahra ka hai wo durr-e-nayaab mera Shabbir Al-madad Maula Hussain! Fatima Zahra ke chain! Al-madad Maula Hussain! Fatima Zahra ke chain! Mahtaab-o-gagan bahr-e-zakhkhaar Husaini hai Maula ke karam se ye sansaar Husaini hai Ye dil bhi Husaini hai, ye jaan bhi Husaini hai Islam ki fitrat ka har taar Husaini hai Al-madad Maula Hussain! Fatima Zahra ke chain! Al-madad Maula Hussain! Fatima Zahra ke chain! Karbal ki zamin par ik nayaab sa manzar hai Ik samt hazaron hain, ik samt bahattar hai Phir gha...

Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai

Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai. Munqabat e Huzoor Tajushshariyah Ameer E Ahle Sunnat, Janasheen E Mufti E Aazam, Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai, Wafadaaraan E Maslak Par Hamesha, Har Ghadi, Har Dam, Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai. Hamse Door Sulahkulliyat Kiski Badaulat Hai, Yaqeenan Fakhr E Azhar Aap Hi Ki Ye Inaayat Hai, Hame Maalum Hai Achchhi Tarah Ye Jante Hai Ham, Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai. Aseer E Ghaus O Khwaja, Paikar E Sidq O Safa Tum Ho, Tum Hi Mehmaan E Ka'aba, Waaris E Ilm E Raza Tum Ho, Gawahi De Raha Hai Lehlaha Kar Azhari Parcham, Mere Tajushshariyah, Aapka Faizan Jaari Hai. Adalat Se Kahi Behtar, Abhi Ham Faisla Karde, Jo Aaye Samne Gustakh, Sar Tan Se Juda Karde, Hukumat Ko Batade'n Sunniyo'n Pe Aaj Bhi Pai'ham, Mere Tajushshariyah Aap Ka Faizan Jaari Hai. Wahi Chehra, Wahi Lehja, Wahi Andaaz Baate Hai, Kare Wo Guftagu To Ham Wahi Awaaz Paate Hai, Ba Shakl E Qaid E Millat Mere Mohsin, Mere Hamdam...

Zaat Par Unki Nazaa’n Hain Ahle Nazar, Khubaroo Khubseerat Hain Akhtar Raza,

BADE KHUBSURAT HAI TAJUSHSHARIYAH Munqabat e Huzoor Tajushshariyah   Zaat Par Unki Nazaa’n Hain Ahle Nazar, Khubaroo Khubseerat Hain Akhtar Raza, Paikar-E-Zohd-O-Taqwa Zamaana Kahe, Aur Taj-E-Shariat Hain Akhtar Raza. Jo Hain Khud Bhi Wali, Jin Ke Walid Wali, Aise Naana Ki Hai Naaz Taqwa Ko Bhi, Daada Hamid Raza Jin Ka Saani Nahi, Aur Gul-E-Aala Hazrat Hain Akhtar Raza. Aaye Gulshan Mein Woh Phool Khilne Lage, Koyal-O-Qumri, Maina Chahakne Lage, Daaliyaan, Guncha-O-Gul Mahakne Lage, Gulshan-O-Gul Ki Zeenat Hain Akhtar Raza. Jo Bhi Un Se Juda, Roshni Mil Gayi, Us Ke Imaan Ko Taazgi Mil Gayi, Mit Gayi Hai Khudi, Bekhudi Mil Gayi, Rehbar-E-Deen-O-Millat Hain Akhtar Raza. Woh Musannif, Muhaddis, Mufakkir Bhi Hain, Woh Muhaqqiq, Mudabbir, Mufassir Bhi Hain, Woh Faqeeh-E-Zamaan Hain, Munaazir Bhi Hain, Aur Peer-E-Tareeqat Hain Akhtar Raza. Woh Jo Mehfil Mein Aaye, Samaa Ban Gaya, Un Ke Noorani Rukh Se Jo Parda Utha, Kya Ajam, Kya Arab, Har Kisi Ne Kaha, Kis Qadar Khubsoorat Hain Akhtar R...

Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai

DHOOM YE URS E TAAJUSHSHRIAH KI HAI Munqabat e Huzoor Tajushshariyah Ye Jhalak Akhtar e Burj e Taqwa Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai Raushni Unke Zaat e Mujalla Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  Rehmato Ke Kohan Jagmagane Lage Sunniyat Ke Chaman Muskurane Lage Kya Mahek Us Gul e Qadriya Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  Gungunate Chalo Nagme Gaate Chalo Apne Murshid Ke Dar Muskurate Chalo Ye Sada Un Ke Har Ek Shayda Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  Sab Deewane Chale Gham Mitaane Chale Un Ke Dar Apni Bigdi Banane Chale Sab Pe Chashm e Karam Us Maseeha Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  Ilm Ke Chand Taaro Ki Baraat Hai Aur Mubarak Salamat Ki Saugaat Hai Waah Kya Shaan Us Razvi Dulha Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  Maut Se Pehle Hi Apne Keh Diya Akhtar e Qadri Khuld Me Chal Diya Ye Zabaa Ek Jannat Raseeda Ki Hai Dhoom Ye Urs e Taajushshriah Ki Hai  BaadShahe Sukhan Taajdar e Qalam Sab Ne Mana Unh...

Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai

Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai Munqabat e Huzoor Tajushshariyah Mustafa Ka Hai Dulara Ghaus o Khwaja Ka Wo Pyara Sunniyat Ka Jo Maahe Mubee'n Hai Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai Gulshan E Aala Hazrat Me Ek Gul Khila  Jisne Lakho Gulista'n Ko Mehka Diya Fazl e Rab Se Wo Tajushshariyah Bana Maslak e Aala Hazrat Ko Phaila Diya Jiska Martaba Bada Hai Qaum Ka Wo Peshwa Hai Mere Dil Ka Jo Masnad Nashee'n Hai  Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai Isteqamat Ka Jo Ek Chattan Hai Haa Wahi Sher e Ahmad Raza Khan Hai Aaj Tak Jisse Batil Pareshan Hai Sulehkulli Ki Khatir Wo Tufaan Hai Ahle Khama Ke Gagan Me Razm e Gah e Ilm O Fan Me Jo Kisi Se Bhi Haraa Nahi Hai Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai Dekh Kar Jisko Kuffaar Kalma Padhe Aur Fussaq O Fujjaar Tauba Kare Ahle Imaan Ka Noor e Imaa'n Badhe Haa'n Magar Uske Hasid To Jal Bhun Mare Jo Bhi Uski Deed Paye Husn e Duniya Bhool Jaye Is Qadr Uska Chehra Hasee'n Hai Aala Hazrat Ka Wo Janashee'n Hai Ilm O Irfaan ...

Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai

Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai... Teri Shaan Khawaja E Khwajgaan Tujhe Bekasoon Ka Khyaal Hai... Mera Bigda Waqt Sanwaar Do... Mere Khwaja Mujhko Nawaaz Do... Teri Ik Nigaah Ki Baat Hai... Meri Zindagi Ka Sawaal Hai!!! Mera Khwaja Ataa E Rasool Hai... Wo Bahar E Chisht Ka Phool Hai... Wo Bahar E Gulshan E Fatima... Chaman E Ali Ka Nihaal Hai!!! (Irade Roz Bante Hai Bankar Toot Jate Hai Wahi Ajmer Jate Hai Jise Khwaja Bulate Hai) Jise Chaha Dar Pe Bula Liya Jise Chaha Apna Bana Liya Ye Bade Karam Ke Hai Faisle Ye Bade Naseeb Ki Baat Hai Gareeb Aaye Hai Dar Pe Tere Gareeb Nawaz Karo Gareeb Nawazi Mere Gareeb Nawaz Niyaz O Naaz Ka Kitna Azeem Sangam Hai Idhar Gareeb Khade Hai Udhar Gareeb Nawaz Tumhari Zaat Se Mera Bada Ta'alluq Hai Ke Mai Gareeb Bada Tum Bade Gareeb Nawaz Main Gada E Khwaja E Chisht Hun... Mujhe Is Gadai Pe Naaz Hai... Mera Naaz Khwaja Pe Kyun Na Ho... Mera Khwaja Banda Nawaaz Hai!!! Yahan Bheek Milti Hai Be Gumaan... Ye Bade Sakhi Ka Hai Aast...

Ye Range Raza Range Raza Range Raza Hai

Ham Ashiq E Sarkar Pe Jo Rang Chada Hai, Ye Range Raza Range Raza Range Raza Hai, Is Rang Se Har Rang Wahabi Ka Uda Hai, Ye Range Raza Range Raza Range Raza Hai. Jo Dil Me Diya Ishq e Risalat Ka Jala Hai, Aur Ankho me Jo Khawab Madeene Ka Saja Hai, Jo Wirde Zaba’n Salle ala Salle ala Hai, Ye Range Raza Range Raza Range Raza Hai. Gustakh e Nabi Se Na Dare Hain Na Darenge, Talwar Ke Saaye Me Bhi Haq Baat Kahenge, Ye Mard e Mujahid Ne Saudi Se Kaha Hai, Ye Range Raza Range Raza Range Raza Hai. Ek Hujjatul Islam Hai Ek Mufti E Aazam, In Dono Se Jo Takraya Kisi Me Bhi Nahi Dam, Sultan e Zamana Bhi Yahan Aake Jhuka Hai, Ye Range Raza Range Raza Range Raza Hai. Bad Mazhabo.n Ko Foolne Falne Nahi Denge, Sarkar Ke Dushman Ko Sambhalne Nahi Denge, Ye Dars Hame Tajeshariyat Ne Diya Hai, Ye Range Raza Range Raza Range Raza Hai. Wo Maa Ho Behan Bhai Ya Ho Koi Apna, Sarkar Ke Dushman Se Talluq Nahi Rakhna, Parwah Nahi Gar Baap Khafa Hai to Khafa Hai, Ye Range Raza Range Raza Range Raza Hai. Siddiq H...

Almadad Khwaja e Din Hind Ke Mahe Mubin

Khushboo se muattar he guldan muinuddin Bharat ki zami par he aehsan muinuddin Ho Kese baya muj se ab Shane muinuddin Har Ek zaba par he unwan muinuddin Almadad khwaja e din hind ke mahe mubin Almadad khwaja e din hind ke mahe mubin Ek dast ko khwaja ne gulzar banaya he Ek wadi e zulmat ko zobar banaya he Allah ne khwaja ko mukhtar banaya he Kul hind ke waliyo ka sardar banaya he Almadad khwaja e din hind ke mahe mubin Almadad khwaja e din hind ke mahe mubin Ab qalbo nazar sab Kuchh jagir tumhari he Har dil ki sateh par ab taswir tumhari he Ho kufr ki gardan Kham Kyu kar na tere aage Kirdar muazzam jab shamshir tumhari he Almadad khwaja e din hind ke mahe mubin Almadad khwaja e din hind ke mahe mubin Gul ban ke mahek uththa jo tuj se juda khwaja Wo gark hua samjo jo tuj se fira khwaja Kyu kar na ho gar fida ham teri buzurgi par Naza he tere uper jab pir tera khwaja Almadad khwaja e din hind ke mahe mubin Almadad khwaja e din hind ke mahe mubin Kashmir se tamil tak us ka hi ilaka he Bha...